Skip to content

Punjabi love shayari but dard bhari

Title: Punjabi love shayari but dard bhari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Besahara Dil Mera (बेसहारा दिल मेरा) || sad hindi shayari

Sahara na raha koi mera
Yuhi darbadar bhatakta hu
Jinki aankho ka noor tha mai kbhi
Ab unhi nazro me roz khatakta hu… 🍂

सहारा ना रहा कोई मेरा 
यूँही दरबदर भटकता हूँ
जिनकी आँखों का नूर था मैं कभी
अब उन्हीं नज़रों मे रोज़ खटकता हूँ।। 🍂

Title: Besahara Dil Mera (बेसहारा दिल मेरा) || sad hindi shayari


Wo nikal gaye || hindi bewafa || dard shayari

WO NIKAL GAYE || HINDI BEWAFA || DARD SHAYARI
Wo nikal gaye mere raste se is kadar ki
jaise ki wo mujhe pehchante hi nahi
kitni daffa jakham khaye hain
mere is dil ne
fir bhi hum us bewafa ko bewafa mante hi nahi