Skip to content

Chehre par muskuraahat ||| School Shayari in hindi

चेहरे पर मुस्कुराहट होती है और दिल घबराता है,
ऐ दोस्त, मुझे स्कूल का पहला दिन याद आता है.

Title: Chehre par muskuraahat ||| School Shayari in hindi

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari

Kash ek dua kabool ho,

Meri ibadat ke bagair.

Meri shaadi mere mehboob se hi ho,

Chahe ho gharwalo ko izazat ke bagair.

Title: Kaash ek dua kabool || Mehboob shayari


Dil banane mein || hindi shayari

Log tut jate hai ek ghar banane me 
Tum taras nahi khate bastiya jalane me
Har dhadkte patthar ko log dil samjhte hai
Umr bit jati hai dil ko dil bnane me

लोग टूट जाते हैं एक घर बनाने में
तुम तरस नहीं खाते बस्तियां जलाने में
हर धड़कते पथर को लोक दिल समझते हैं
उम्र बीत जाती है दिल को दिल बनाने में

Title: Dil banane mein || hindi shayari