Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Jeena marna teri bahon mein || hindi shayari || love quotes || alone shayari
Waada karte the vo k jab marenge to teri bahon mein marenge
Or aaj jeene ke liye bhi kisi or ki bahon mein chle gye..!!
वादा करते थे वो के जब मरेंगे तो तेरी बाहों में मरेंगे
और आज जीने के लिए भी किसी और की बाहों में चले गए..!!
Title: Jeena marna teri bahon mein || hindi shayari || love quotes || alone shayari
Waqt || hindi shayari || love shayari
Iss waqt jis waqt bhi sochu …
har waqt uss waqt ko sochu …
jiss waqt mila tu….
har ghadi uss waqt ko sochu..❤
इस वक़्त उस वक़्त को सोचू
हर वक़्त उस वक़्त को सोचू
जिस वक्त मिला तू
हर घड़ी उस वक़्त को सोचू❤
