
yeh maine tumhe pehle din se bola hai
bta mujhe kyu galat hu mai
kyunki maine to bas tujhe khone ke dar se jhooth bola hai


Khuda ke saamne dil se ibadat kon karta hai
Tiranga hath mein lekar shahadat kaun karta hai
Ye kasmein aur vade char din mein toot jate hain
Vo laila aur majnu si mohobbat kaun karta hai 💯🙃
खुदा के सामने दिल से इबादत कौन करता है
तिरंगा हाथ में लेकर शहादत कौन करता है
ये कसमें और वादे चार दिन में टूट जाते हैं
वो लैला और मजनूं सी मोहब्बत कौन करता है।💯🙃