Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Na jane kab hoga milna dobara || hindi shayari || sad and alone
Teri yaadein || hindi shayari status || sad shayari
J yaadein Teri pal pal maar rahi muje
Chain Na milta ek pal bhi yara..!!
Toot se chukein hain ab to
Na Jane kab hoga milna dubara..!!
ये यादें तेरी पल पल मार रहीं मुझे
चैन न मिलता एक पल भी यारा..!!
टूट से चुकें हैं अब तो
न जाने कभ होगा मिलना दोबारा..!!
Title: Na jane kab hoga milna dobara || hindi shayari || sad and alone
Zindagi ki haqeeqat || hindi shayari || life shayari || whatsapp video status || female voice
sad shayari || life shayari
kisipe aitbaar chahe karna
magar kisise koi umeed matt rakhna
jinka man bhar jaya karta hai na
vo aksar rooth jaya karte hain
rooth kar chale jate hain
fir vapis nahi aaya karte hain
zindagi ki haqeeqat yahi hai jnab
yaad karte hain vo humko bhul jane ke liye
log pass aate hain hamare humse door jane ke liye..!!

