Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Barbaad || two line hindi shayari
Ho raha hu mai kis tarah barbaad
Ki dekhne wale aankh malte hai💔
हो रहा हूँ मै किस तरह बर्बाद
कि देखने वाले आंख मलते हैं💔
Title: Barbaad || two line hindi shayari
Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari
Girte patton se shakhon ke berang nazare hain
Lehron ki khanak sunne ko betaab kinare hain
Murjha gayi hain kaliyan bhi do boond pani ki aas mein
Mitti ki khoobsurti ab bejaan foolon ne saware hain…💯
गिरते पत्तों से शाखों के बेरंग नज़ारे हैं,
लहरों की खनक सुनने को बेताब किनारे हैं,
मुरझा गई हैं कलियाँ भी दो बूँद पानी की आस में,
मिट्टी की खूबसूरती अब बेजान फूलों ने सवारे हैं…💯
