Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mein sirf unka ho jayun || hindi shayari
Kaash vo mujhe seene se lagakar
Meri sari shikayat door kar de
Mein sirf unka ho jayun
Mujhe vo it itna majboor karde 🥰
काश वो मुझे सीने से लगाकर,
मेरी सारी शिकायत दूर कर दे…
मैं सिर्फ उनका हो जाऊं
मुझे वो इतना मजबूर कर दे 🥰
Title: Mein sirf unka ho jayun || hindi shayari
Hum fakiro ne zmane ko mohobbat di hai || two line shayari
Ahle sarwat ne bigada hai zmane ka chalan
Hum fakiro ne zmane ko mohobbat di hai..
अहले सरवत ने बिगाड़ा है ज़माने का चलन
हम फ़क़ीरों ने ज़माने को मुहब्बत दी है।
