Skip to content

kujh-tutte-kwab-sach-shayari

  • by

Sach di shayari | Kujh tutte kwaab te kujh tutteyaan umeedan bas is da hi naam zindagi hai

Title: kujh-tutte-kwab-sach-shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Wo aati hi hogi || hindi shayari

Tum jaa rahi ho to wo aati hi hogi,
Lekin Jitni bhi buri hogi tumse to kam hi hogi,
Aur tumne beech samandar main doobne ko chodd diya,
Aur wo to meri khatir sahil lekar zamana talaashti hi hogi.

Title: Wo aati hi hogi || hindi shayari


Tumhara sahara || hindi shayari || sad shayari

Yaad usi ko karoge jo tumhe pyara tha,
Intezaar usi ka karoge jo tumhen gavara tha,
Tumhen chahne ki bhul to ab ho hi gayi,
Magar Hamari zindagi ko tumhara hi to sahara tha.🙌

याद उसी को करोगे जो तुम्हे प्यारा था
इंतेज़ार उसी का करोगे जो तुम्हे गवारा था
तुम्हे चाहने की भूल तो अब हो ही गई
मगर हमारी ज़िंदगी को तुम्हारा ही सहारा था🙌

Title: Tumhara sahara || hindi shayari || sad shayari