
Or agar dard mein likhna sikh lo to vo dwa ban jata hai..!!
Enjoy Every Movement of life!

Un ankhon par bhi nind kaise aaye,
Jinmein pehle se koi jaag raha ho.🙃
उन आँखों पर भी नींद कैसे आए,
जिनमे पहले से कोई जाग रहा हो.🙃
Shayad mein hi galat hoon, jo log mujhe sahi karne mein lge hein,
Jo kam meri zindagi tabaah kar de, wahi karne mein lge hein.
शायद मैं ही ग़लत हूं जो लोग मुझे सही करने में लगे हैं,
जो काम मेरी ज़िन्दगी तबाह कर दे, वही करने में लगे हैं।