Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaadein chodd do || Hindi shayari
Pyaar karo ya na karo,
Saath raho ya na raho,
Bas yaadein hamare liye chodd do,
Chahe aitbaar karo na karo.❣️
Title: Yaadein chodd do || Hindi shayari
Gam apna bhi toh wo || hindi 2 lines shayari
kabhi bin bole samajh li thi hamne har takleef uski
aaj ham karte hai byaa gam apna to bhi wo samajh nahi paate
कभी बिन बोले समझ ली थी हमने हर तकलीफ उसकी,
आज हम करते हैं बयां गम अपना तो भी वो समझ नहीं पाते।

