Skip to content

Dard Punjabi shayari || sad but true lines 💔

Punjabi sad shayari || alone shayari || Mein dard shupaune ki shuru kite
Menu duniya hasmukh samjhan laggi..!!
Mein dard shupaune ki shuru kite
Menu duniya hasmukh samjhan laggi..!!

Title: Dard Punjabi shayari || sad but true lines 💔

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Uski yaadein || hindi sad shayari

Mein uski yaadon mein kaat raha hu din, jaise taise
Vo roz naye ashiq ka naam likh kar,
Purane ka naam kaat rahi hai 💔

मै उसकी यादो में काट रहा हूं दिन, जैसे-तैसे।
वो रोज़ नए आशिक का नाम लिख कर,
पुराने का नाम काट रही है 💔

Title: Uski yaadein || hindi sad shayari


Bheegi bheegi raat main

Bheegi bheegi raat main tujhse milna acha lagta hai

Haathon main haath leke Milo dur saath chalna acha lagta hai

Tere saath pyaar ke haseen pal gujarna acha lagta hai

Kuch naa kehke bhi sab kuch kehna mujhe acha lagta hai

Ankho main ankhe bhar ke ek duje ko mehsoos karna acha lagta hai

Iss berang zindagi main khushiyon ke pal bharna dil ko sukoon de jaata hai

Saare gam ko bhula deta hai

Aankho se nami Mita deta hai

Aur Tera paas hona saari Kami Mita deta hai

Title: Bheegi bheegi raat main