Skip to content

dard se shayari

Title: dard se shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Muhabbat ka Dard

Zindagi Se badi Koi saza hi nahi ….
Mera jurm kya hai mujhe pata hi nahi …
Mai itne hisson me bant chuka hu …
Ke mere Hisse me Kuch bacha hi nahi …

जिंदगी  से बड़ी कोई  सजा ही नही …

मेरा जुर्म क्या है मुझे पता ही नही …

मैं इतने हिस्सों में बंट चुका हूं  ….

के मेरे हिस्से में कुछ बचा ही नहीं ….Zindagi Se badi Koi saza hi nahi .... || dard bhari shayari



Zinda hai ye badi hairani || beautiful sad hindi shayari

In ankhon mein surat teri suhani hai ❣️
Mom ki trah se pighal rahi meri jwani hai 😶
Jis trah se sitam hue the hum par mar jana chahiye tha 🙃
Par zinda hai ye badi hairani hai 😔

इन आँखों में सूरत तेरी सुहानी है, ❣️
मोम की तरह से पिघल रही मेरी जवानी है, 😶
जिस तरह से सितम हुए थे हम पर मर जाना चाहिये था, 🙃
पर जिन्दा है, ये बड़ी हैरानी है😔

Title: Zinda hai ye badi hairani || beautiful sad hindi shayari