Skip to content

Dard || two line shayari || sad but true

Dard me jab aur dard mile toh dard nahi
Sukoon mehsus hota he ❤

दर्द में जब और दर्द मिले तो दर्द नही
सुकून महसूस होता है ❤️

Title: Dard || two line shayari || sad but true

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Waqt || waqt hindi shayari

Ek waqt hi toh hai jo hamesha badal ta hai

Kitna bhi kosish karlo rukta nahi hai

Yeh kisika nahi hai gulam

Chhin ne pe aajaye toh le jaata hai sukh,chain aur aaram

Sab iske ishare par chalte hain

Jin hone manaa kiya woh jalte hain

Ye waqt kuch chhin ta hai,toh wapas bahut kuch deta hai

Jeene ka,hasne ka,pyaar karne ka phir se ek mauka deta hai

Khusiyon ki shaugaat,lamho ki baarat deta hai

Tute hue dil ke zakham ko marham deta hai

Aur pyaar karne waalon ko milne ka ek haseen mulaqaat deta hai

Title: Waqt || waqt hindi shayari


Juda ho jaye || sad hindi shayari

Isse pahle ki bewafa ho jaye 💔
Kyu n aye dost ham juda ho jaye😓

इससे पहले की बेवफ़ा हो जाये 💔
क्यों ना ए दोस्त हम जुदा हो जाये 😓

Title: Juda ho jaye || sad hindi shayari