Skip to content

Death hindi shayari pic || Ek din mujhe foolon se sajayenge

death maut bhari hindi shayari || Ek din mujhe foolon se sajayenge
kuch log royenge toh kuch..
khushi se khilkhilayenge
fir mere dost apne kandho par
le jayenge
apne se door mujhe kahi birane
me chor ayenge
Ek din mujhe foolon se sajayenge
kuch log royenge toh kuch..
khushi se khilkhilayenge
fir mere dost apne kandho par
le jayenge
apne se door mujhe kahi birane
me chor ayenge

Title: Death hindi shayari pic || Ek din mujhe foolon se sajayenge

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaise faasle || two line hindi shayari

Doori Hui To Unse Kareeb Aur Hum Huye 
Ye kese Faasle The Jo Badne Se Kam Huye….💔

दूरी हुई तो उनसे करीब और हम हुए
ये कैसे फासले थे जो बढ़ने से कम हुए….💔

Title: Kaise faasle || two line hindi shayari


Ishq love shayari hindi || jisko chahte

Ishq shayari hindi pic || Jisko chahte ho usko
chahat bta bhi dena
kitna pyar hai uss se
yeh jta bhi dena
aisa na ho ki uska dil
kahi aur lag jaaye
tum waqt se karke izhaar
uska dil chura bhi lena
Jisko chahte ho usko
chahat bta bhi dena
kitna pyar hai uss se
yeh jta bhi dena
aisa na ho ki uska dil
kahi aur lag jaaye
tum waqt se karke izhaar
uska dil chura bhi lena

Title: Ishq love shayari hindi || jisko chahte