Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Uske pehlu me || hindi 2 lines
Uske pehlu me jo sula du dil ko
neend wo aaye ke jaag bhi na saku
उसके पहलू में जो सुला दूं दिल को,
नींद वो आए के जाग भी ना सकूं...
Title: Uske pehlu me || hindi 2 lines
Jo jiska Naseebo hota Hai || Hindi shayari || true lines
na koi kisi se door hota hai
na koi kisi ke kareeb hota hai
wo khud he chal ke aata hai
jo jiska nasib hota hai….😇
न कोई किसी से दूर होता है
न कोई किसी के करीब होता है
वो खुद ही चल के आता है
जो जिसका नसीब होता है 😇
