If you can’t stop thinking about it don’t stop working for it.
Enjoy Every Movement of life!
If you can’t stop thinking about it don’t stop working for it.
Bhut rishtedaar hai mere mohalle walo ke lekin
Tere kadmo ki aahat sirf meri kabr par rukti hai…💯
बहुत रिश्तेदार हैं मेरे मोहल्ले वालों के, लेकिन,
तेरे कदमों की आहट सिर्फ मेरी कब्र पर रुकती है…💯
kyu raatein guzarti nahi hai
kyu baatein sambhalti nahi hai
kyu aksar ye hota hai
ki tumhari yaadein zehen se utarti nahi hai ..❤️