Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaadeein || tum kab sath the
Muskurate the woh lamhe jab tum saath the….
khushiyan qadam chumti thi sirf tumhare dekhne se…
itni purani hogai hai woh yaadeein ke ab yaad bhi nahi ke tum kab saath the….
Title: Yaadeein || tum kab sath the
Jarurat nahi khawahish banna hai || Two line Hindi shayari
Kamyaabi ka safar kuch aise tay karna hai kisi ki jarurat nahi khawahish banna hai 💚
कामयाबी का सफर कुछ ऐसे तय करना है किसी की ज़रूरत नहीं ख्वाहिश बनना है 💚
