Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Yaad hai woh har pal || love shayari
Yaad hai woh har ek pal
Joh guzre tere sath ….!
Ankhon meh pyaar lekar
Jab muskuraye the hum sath….!
Na tha kal ka darr
Na thi kal ki parwaah…
Guzare woh saare pal
Sochkar wohi ho akhri lamha…!
#dwrites✨
Title: Yaad hai woh har pal || love shayari
Bewafai ke is duniya mein || bewafai shayari
बेवफाओ की इस दुनिया में संभल कर चलना दोस्तों…
यहां लोग मोहब्बत से भी बर्बाद कर देते हैं।
Bewafai ke is duniya mein sambhal kar chalana doston,
Yahaan log mohabbat se bhi barbaad kar dete hain.
