zindagi mein jab bhi bharosa kiya toh tod diya. ,😞
Mohabbat ki toh Dhoka diya 💔
Enjoy Every Movement of life!
zindagi mein jab bhi bharosa kiya toh tod diya. ,😞
Mohabbat ki toh Dhoka diya 💔
Andhere me ek ummid dikhi h…
Kya use jine ka sahara bana lu..
Kisi mod pe ummid tut na Jaye..
Kya use apna nasib bana lu…❣️
Kuch der tujhe fursat se taad lete hain
Tujhe apni ankhon mein utaar lete hain
Aur tu yun na nazrein churaya kar humse
Hum to bas apna din swar lete hain ❤
कुछ देर तुझे फुरसत से ताड लेते है
तुझे अपनी आखों में उतार लेते है
और तू यू ना नजरे चुराया कर हमसे
हम तो बस अपना दिन सवार लेते है❤