Hamdard bhi ab hai
Dard bn k reh geya
Chlna nahi ab ishq
Ki raho PE dhoka
Tera yeh keh geya
Hamdard bhi ab hai
Dard bn k reh geya
Chlna nahi ab ishq
Ki raho PE dhoka
Tera yeh keh geya

Haqeeqat kaho to unhe khuab lagta hai
Shikwa karo to unhe mazak lagta hai
Kitni shiddat se hum unhe yaad karte hain
Ek vo hain jinhe sabkuch mazak lagta hai…🫠
हकीकत कहो तो उन्हें ख्वाब लगता है,
शिकवा करो तो उन्हें मज़ाक लगता है,
कितनी शिद्दत से हम उन्हें याद करतें हैं,
एक वो हैं जिन्हें ये सबकुछ मजाक लगता है…🫠