Jab Jana hi tha chod kr mujhe bich dorahe par
To ku khade rhte the phle milne ko chaurahe par💔
Chod dia na sath mera kisi or k ajane se
Bhula nhi paoge pyaar Mera kisi or chahne se👀
Jab Jana hi tha chod kr mujhe bich dorahe par
To ku khade rhte the phle milne ko chaurahe par💔
Chod dia na sath mera kisi or k ajane se
Bhula nhi paoge pyaar Mera kisi or chahne se👀
intazaar kee aarazoo ab kho gayee hai,
khaamoshiyo kee aadat ho gayee hai,
na seekava raha na shikaayat kisee se,
agar hai to ek mohabbat, jo in tanhaiyon se ho gaee hai..
इंतज़ार की आरज़ू अब खो गयी है,
खामोशियो की आदत हो गयी है,
न सीकवा रहा न शिकायत किसी से,
अगर है तो एक मोहब्बत,
जो इन तन्हाइयों से हो गई है..
kya bataoon tumhe main apne dard k bare me…
sabkuch bta ke v tum mera dard km ni kr skti..