Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Dard e DIL || Achchi lagti hai
Dard e dil me bekharari achchi lagti hai
Dosti me intezari achchi lagti hai
Tum kaho na hum kahen ge hall e dil ko ab
Nazron ki ye raaz dari achchi lagti hai
Haadse || two line shayari || sad shayari
Jab thoda sa muskurane lagte hain
Haadse fir se sar uthane lagte hain 😶
जब थोड़ा सा मुस्कुराने लगते हैं,
हादसे फिर से सर उठाने लगते हैं😶




