Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Humne apne bhi aajmaye hain || hindi shayari
Log kaanto se bachke chalte hai,
humne fulo se jhakm khaye hai,
tum to gairo ki baat karte ho,
humne apne bhi aajmaye hai….💔
लोग कांटो से बचके चलते हैं
हमने फूलों से ज़ख्म खाए हैं
तुम तो गैरों की बात करते हो
हमने अपने भी आजमाएं हैं….💔
Title: Humne apne bhi aajmaye hain || hindi shayari
Koso dur || hindi shayari || sad shayari
Dard jitna kareeb khusi koso dur😔😔😔
Pyar Mera samne he pr uski nazar mujhse koso dur🥺🥺🥺
Dil he pass mere pr dhadkan koso dur🥺🥺🥺
Ek din aayega meri ruh hogi tere karib pr
Meri aatma hogi tujhse koso dur😢😢😢
