Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Marr bhi gaye jo || sad love shayari hindi
MARR BHI GAYE JO HUM PYAAR MEIN TERE.
DIL TOH HAMARA RAHEGA TUMHARA.
YAAD TUMHARI HAMESHA AATI RAHEGI,
CHAHE KITNE SUKH DUKH AAYE ZINDAGI MEIN MERI.
Meri kabr || two line shayari
Bhut rishtedaar hai mere mohalle walo ke lekin
Tere kadmo ki aahat sirf meri kabr par rukti hai…💯
बहुत रिश्तेदार हैं मेरे मोहल्ले वालों के, लेकिन,
तेरे कदमों की आहट सिर्फ मेरी कब्र पर रुकती है…💯

