Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Keemat Aur Barhti || hindi 2 lines
Agar Bikne Pe Aa Jao Toh Ghat Jate Hain Daam Aksar,
Na Bikne Ka Iraada Ho Toh Keemat Aur Barhti Hai.
अगर बिकने पे आ जाओ तो घट जाते हैं दाम अक्सर,
न बिकने का इरादा हो तो क़ीमत और बढ़ती है।
Title: Keemat Aur Barhti || hindi 2 lines
Aapki yaad || mohobbat shayari || yaad hindi shayari
Lipti rehti hai aapki yaad yun ehsaaso se
Jese rooh lipti rehti hai zindagi bhar sanso se…❤️
लिपटी रहती है आपकी याद यूं एहसासों से…
जैसे रूह लिपटी रहती है ज़िंदगी भर सांसों से…❤️

