
dil te kande banke digge
chann na reha mera hun
jajjbaat gaye
kadmaa ch midhe
Enjoy Every Movement of life!

Meri kamiyon ko kosne ka koi haq nahi hai tujko…
Tum mil jao mukamal, mit jayengi ye pal mein..
Aaj kal me kyu presan sa ho gya hu..!!
Pta nahi kyu chidchida sa bhi ho gya hu..
Din bhi yuhi gujar rhe hai.. Pta nahi kha kho gya hu..!!
Dost bhi hote hue me kyu akela sa padh gya hu..!!
Na toh bhook or raaton ki neend Lena bhi bhool gya hu..!!
Kabhi khi tumse dur na ho jau,” isliye Aaj kal ush khuda se pray bhi krne lg gya hu..!!
Tumse bichadne ka gham hi hain yaaron.. Joh ab ek Zinda laash sa ban gya hu..!!
BY THE GREAT SYKO..!!