Skip to content

Athru-Naina-de

Title: Athru-Naina-de

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Kaisi saza hai ye || love sad hindi shayari

Kaisi saza hai yeh,
Na woh mera ho raha hai,
Na hi mein usse door ja pa raha hoon😐

कैसी सज़ा है यह
न वो मेरा हो रहा है
न ही में उससे दूर जा पा रहा हूँ😐

Title: Kaisi saza hai ye || love sad hindi shayari


Tumhe duniya bhool sakti hai hum nahi || hindi shayari

Patte gir sakte hai par ped nhi
Suraj doob sakta hai par aasmaan nhi
Dharti sukh sakti hai pr sagar nhi
Tumhe duniya bhool skti hai par hum nhi✌

पत्ते गिर सकते है पर पेड़ नहीं,
सूरज डूब सकता है पर आसमान नहीं,
धरती सुख सकती है पर सागर नहीं,
तुम्हे दुनिया भूल सकती है पर हम नहीं✌

Title: Tumhe duniya bhool sakti hai hum nahi || hindi shayari