Skip to content

Dil di khawahish meri || sad love shayari

milna ni mainu pata tu
par khaaba vich taa koi bandish nahi
har chaah tere agge fikke jehe
eh dil di khuwaahish meri koi ranzish nahi

ਮਿਲਣਾ ਨੀ ਮੇਨੂੰ ਪਤਾ ਤੂੰ
ਪਰ ਖੁਆਬਾਂ ਵਿੱਚ ਤਾਂ ਕੋਈ ਬੰਦਿਸ਼ ਨਹੀਂ
ਹਰ ਚਾਹ ਤੇਰੇ ਅੱਗੇ ਫਿਕੈ ਜਿਹੇ
ਏਹ ਦਿਲ ਦੀ ਖੁਆਇਸ਼ ਮੇਰੀ ਕੋਈ ਰੰਜੀਸ਼ਨ ਨਹੀਂ
—ਗੁਰੂ ਗਾਬਾ 🌷

Title: Dil di khawahish meri || sad love shayari

Tags:

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Ek din hum bhi || sad hindi shayari || sad but true

Ek din hum bhi kafan odh jayenge
Har ek rishta is zameen se tod jayenge
Jitna ji chahe staalo yaaro
Ek din rulate huye sabko shod jayenge 💔

एक दिन हम भी कफ़न ओढ़ जाएँगे…..
हर एक रिश्ता इस ज़मीन से तोड़ जाएँगे……
जितना जी चाहे सतालो यारो……
एक दिन रुलाते हुए सबको छोड़ जाएँगे…💔

Title: Ek din hum bhi || sad hindi shayari || sad but true


Fark padhta hai || love hindi shayari

Fark padta hai tere na hone se
Fark padta hai tujhe khone se..

Fark padta hai teri nazdeekiyo se
Fark padta hai teri duriyo se….

Fark padta hai teri galtiyo se
Fark padta hai uthti ungliyon se…

Fark padta hai tere paas hone se
Fark padta hai tujhe sochh rone se….

Fark padta hai sirf teri khusiyo se
Fark nahi padta zamane ki bandishon se….

Title: Fark padhta hai || love hindi shayari