Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Ajeeb silsila hai ye zindagi ka || best hindi shayari on life
कोई खुशियों की चाह में रोया,
कोई दुखों की पनाह में रोया,
अजीब सिलसिला हैं ये “ज़िंदगी” का..
कोई भरोसे के लिए रोया,
कोई भरोसा कर के रोया!! ??
Koi khusiyo ki chah main roya,
Koi dukhon ki panah main roya,
Ajeeb silsila hai ye zindagi ka,
Koi bharose ke liye roya,
Toh koi bharosa karke roya. ??
Title: Ajeeb silsila hai ye zindagi ka || best hindi shayari on life
Dard e DIL || Achchi lagti hai
Dard e dil me bekharari achchi lagti hai
Dosti me intezari achchi lagti hai
Tum kaho na hum kahen ge hall e dil ko ab
Nazron ki ye raaz dari achchi lagti hai

