Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Mohobbat || love Hindi shayri || true lines
Tumhare liye kitaab ka hissa hai mohobbat
Hamare liye imaan ka hissa hai mohobbat ❤️
तुम्हारे लिए किताब का कोई हिस्सा है मोहब्बत
हमारे लिए ईमान का हिस्सा है मोहब्बत❤️
Title: Mohobbat || love Hindi shayri || true lines
ISHQ LIKHA HAI
Khawabo mein hai ishq jiska
Hakikat mein dosti naseeb hai,
Yaari unse kaise nibhayu
Unse ishq bohot hai
Kehnaa hai woh har lafz mujhe Jo mein ne apne kitab mein likha hai
Har panne par mein ne tujhe srif ishq likha hai
