Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Teri yaadon se …♥️|| two line shayari || love shayari
Teri Yadon Se Shuru Hoti Hai Meri Subah
Fir Kaise Keh Du Ki Mera Din Kharab Hai…♥️🥺
Title: Teri yaadon se …♥️|| two line shayari || love shayari
Love shayari || hindi shayari
Dheere dheere raat ho rhi hai
Aankho mein yaado ki barsat ho rhi hai
Dil kehta hai ki tum pass ho
Frr bhi milne ki aas ho rhi hai..
धीरे धीरे रात हो रही है
आंखों में यादों की बरसात हो रही है
दिल कहता है कि तुम पास हो
फिर भी मिलने की आस हो रही है..
