Skip to content

Dil ke pass || hindi shayari || love shayari

Kuch lafzh 🗣️bina ⚔️kahe alfaaz hote hai..
Kuch log itne khas 💞🥰hote hai…
Door🥺 ho chahe wo nazro se…
Lekin phir bhi dil💓💗 ke bohot pass hote hai..😍

कुछ लफ्ज़ 🗣बिना ⚔कहे अल्फ़ाज़ होते हैं..
कुछ लोग इतने खास 💞🥰होते हैं..
दूर🥺 हो चाहे वो नज़रों से..
लेकिन फिर भी दिल💓💗 के बहुत पास होते हैं..😍

Title: Dil ke pass || hindi shayari || love shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


DAAG dhul jaate hai || hindi shayari

  • DAAG dhul jaate hai || hindi shayari



Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?

Akhir Mai mere kaun ho tum

Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?

Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?