Baat dil mein reh gayi
Dard Sine mein hi reh gaya
Tum toh ho gye kisi or ke
Mein toh akela hi reh gaya
~ ਤੁਸ਼ਾਰ❤🩹
Enjoy Every Movement of life!
Baat dil mein reh gayi
Dard Sine mein hi reh gaya
Tum toh ho gye kisi or ke
Mein toh akela hi reh gaya
~ ਤੁਸ਼ਾਰ❤🩹
Ae baadal itna na baras ke vo aa na sake,
Uske aane ke baad itna baras ke vo ja na sake😌🙈
ए बादल इतना न बरस के वो आ ना सके,
उसके आने के बाद इतना बरस के वो जा न सके।😌🙈
Do Shabd Tasalli Ke Nahi Milte Iss Shahar Mein,
Log Dil Mein Dimaag Liye Firte Hain.
दो शब्द तसल्ली के नहीं मिलते इस शहर में,
लोग दिल में भी दिमाग लिए फिरते हैं।