Skip to content

Dil ki haalat || Hindi shayari || sad shayari

Sad hindi shayari || mere dil ki halat samajh na saka koi... chale the yaha se pahunch gaye aaj fir vahi...
mere dil ki halat samajh na saka koi… chale the yaha se pahunch gaye aaj fir vahi…



Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


mohabbat ka .. naya daur

Ye unakee mohabbat ka .. naya daur hai ..
jahaan main kal thi … aaj koee aur hai ..

Title: mohabbat ka .. naya daur


Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari

Meri mehfilo ki chahat, mujhe itna door le aayi hai..
Ke mehfilein talash karne mein, apno se dooriyan badh aayi hain..
Ab na apne hain na mehfilein, bas mein aur meri tanhaai hai..
Ab jate huye vapis dar lagta hai, ek taraf kua aur ek tarf khaayi hai…

मेरी मैहफिलों की चाहत, मुझे इतना दूर ले आई है..
कि मैहफिलें तलाश करने में, अपनों से दूरियां बढ़ आई हैं..
अब ना अपने हैं ना मैहफिलें, बस मैं और मेरी तनहाई है..
अब जाते हुए वापस डर लगता है, एक तरफ कुआं और एक तराफ खाई है….

Title: Ek taraf kua ek taraf khaayi || Hindi shayari