Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Hindi shayari || love shayari
Hum kisikey Gulam to Nahi .
lekin Jab Humare liye Koi Rota Hai To ,
Hum Uskey Gulam Banney Key Liye Taiar Hain
हम किसीके गुलाम तो नहीं
लेकिन जब हमारे लिए कोई रोता है तो
हम उसके गुलाम बनने के लिए तैयार हैं…
Title: Hindi shayari || love shayari
Hindi Awesome shayari || patjarh me bhi barsaat

agar fir se wo chandani raat aa jaye
kya batau tumko
ki kya halaat hai mere
arey kya batau tumko ki kya halaat hai mere
bas band kamre me ro leta hun jab tumhari yaad aa jaye
