Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Khayalon ke kafile || beautiful lines|| hindi shayari
Khayalon ke kafile kuch is kadar gehre the,
Kal fir karwaton ne sari raat sone na diya🙃💯
ख्यालों के काफिले कुछ इस कदर गहरे थे,
कल फिर करवटों ने सारी रात सोने न दिया।🙃💯
Title: Khayalon ke kafile || beautiful lines|| hindi shayari
Zindagi ka safar❤️ || hindi shayari
Kuch der ke safar mein kya rakha hai
Kabhi zindagi ke safar mein aake dekho☺️
Vo lamhe nahi bhool payoge
Jo hmare sath safar mein bitayoge 🤭
कुछ देर के सफर में क्या रखा है
कभी जिंदगी के सफर में आके देखो☺️
वो लम्हे नही भूल पाओगे
जो हमारे साथ सफर में बिताओगे 🤭
