Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Haseen khwaab💝 || hindi shayari
Beechad kar Phir Milenge, Yakeen kitna tha.
Khwaab hi tha magar, Haseen kitna tha..💝
बिछड़ कर फिर मिलेंगे, यकीन कितना था
ख्वाब ही था मगर, हसीन कितना था.. 💝
Title: Haseen khwaab💝 || hindi shayari
us MOD par
अब जिंदगी के उस मोड पर खड़े है हम,
ना किसी के आने की खुशी है, ना ही किसी के जाने का ग़म।
Ab zindagi ke us mod par khade hai hum
Naa kisi ke aane ki khushi hai, aur naa hi kisi ke jaane ka gham.
