Skip to content

Dil Sadi sunda kakh nhi || love punjabi status

Dil zara na rukeya❤️
Tere agge firda jhukeya🙇‍♀️
Sadi taan sunda kakh nhi🙉
Hun tera hi ho chukkeya😘..!!

ਦਿਲ ਜ਼ਰਾ ਨਾ ਰੁਕਿਆ❤️
ਤੇਰੇ ਅੱਗੇ ਫਿਰਦਾ ਝੁਕਿਆ🙇‍♀️
ਸਾਡੀ ਤਾਂ ਸੁਣਦਾ ਕੱਖ ਨਹੀਂ🙉
ਹੁਣ ਤੇਰਾ ਹੀ ਹੋ ਚੁੱਕਿਆ😘..!!

Title: Dil Sadi sunda kakh nhi || love punjabi status

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Dukh mile to ghabrana matt || motivation || Hindi shayari

Kabhi zindagi mein dukh mile to ghabrana matt,
Kyunki rab dukh dega to himmat bhi dega dukh se ladne ki 🤗

कभी जिंदगी में दुःख मिले तो घबराना मत ,
क्योंकि रब दुःख देगा तो हिम्मत भी देगा दुःख से लडने की 🤗

Title: Dukh mile to ghabrana matt || motivation || Hindi shayari


Burq tujhe shayari bna diya

Shab-o-roz ki fikr hai ke ab poochon usska main haal kaise
Maine toh bewafayi na ki, toh mujhe hai yeh itna malaal kaise

Kaise chorh doon isse yeh illat nahi ne’mat hai yaar ‘Burq’
Cigarette na hou toh sulgaon bad-maazi ka poshida khayaal kaise

_________________________________

Mujh jaise ko bhi ussne jeena sikha diya
Bohat maghroor tha zameen se laga diya

Mera pathar sifat dil kabhi pighla kahan tha
Mujh jaise sang-dil ko ussne rona sikha diya

Yaar sukhan-vari ab har kisi ke bas mein kahan
Usski bewafayi ne ‘Burq’ tujhe shayar bana diya

_________________________________

Title: Burq tujhe shayari bna diya