Skip to content

Dil se khush || hindi shayari || two line shayari

Dil se kush hona hi zindagi hai
Smile to sb ke chehro pe dikhti hai…😊

दिल से खुश होना ही ज़िन्दगी है
Smile तो सभ के चेहरों पे दिखती है…😊

Title: Dil se khush || hindi shayari || two line shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Vo sazish mein to hai || hindi shayari

Zehan mein to hai
Vo kisi sazish mein to hai.
Aankhein nam dekh kar man nahi bhara unka
Koi mujhe toot te hue dekhne ki khwahish mein to hai…🙃

जहन में तो हैं ,
वो किसी साज़िश में तो हैं ,
आंखे नम देख कर मन नहीं भरा उनका ,
कोई मुझे टूटते हुए देखने की ख्वाहिश में तो हैं …🙃

Title: Vo sazish mein to hai || hindi shayari


Na kar ghamand || two line shayari || true LINEs

Na kar ghamand tut jayega
samay aayega tera bhi tu bhi mar jayega🙌

ना कर घमण्ड टूट जाएगा
समय आएगा तेरा भी तू भी मर जाएगा🙌

Title: Na kar ghamand || two line shayari || true LINEs