Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Maalum hota hai..💔🖤
Nikalta chand sabko pasand aata hai
Doobta suraj kaun dekhna chahta hai..💔
Toot’ta hua taara sabki dua isliye poori karta hai🤲
Kyuki use tootne ka dard maalum hota hai…💔🖤
Title: Maalum hota hai..💔🖤
Pyara dost || Hindi shayari on dost
Aasman se Tod kar sitara diya hai,
Aalam-e-tanhaai mein ek sharara diya hai❤️
Meri kismat bhi naaz karti hai mujpe
Khuda ne dost hi itna pyara diya hai🥰
आसमान से तोड़ कर सितारा दिया है,
आलम-ए-तन्हाई में एक शरारा दिया है,❤️
मेरी किस्मत भी नाज़ करती है मुझपे,
खुदा ने दोस्त ही इतना प्यारा दिया है।🥰

