Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Akhir Mai mere kaun ho tum
Mere har sawaal mai ho tum,
Mere har jawab mai ho tum,
Mere din ki shuruvat ho tum,
Mere duao ka naam ho tum,
Mere raato ke khwab ho tum,
Meri berang se zindagi ke rang ho tum,
Acha ek baat batao Akhir mai mere kaun ho tum?
Title: Akhir Mai Mere Kaun Ho Tum?
Nasha ek hi || Love Punjabi status in Hindi
Nasha ek hi kafi hai mohabbat me
ja uske didaar ka ja uske intezaar kaਨਸ਼ਾ ਏਕ ਹੀ ਕਾਫੀ ਹੈ ਮੁਹੱਬਤ ਮੇ ,
ਜਾ ਉਸਕੇ ਦੀਦਾਰ ਕਾ ਜਾ ੳੇਸਕੇ ਇੰਤਜ਼ਾਰ ਕਾ ।
