Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Lamha lamha door hua || hindi shayari

jabse hai tu geya
dil bhi hua mujhse khafa
hua jabse tu judaa
khone laga main kaha
dundu tujhe har jagah
faasle jabse bade
suna suna sab kuch lage
main lamha lamha door hua
usse kyu reh khuda
Pita ka hath Sar par || father shayari || hindi shayari
Khushiyon se bhara har pal hota hai
Zindagi mein sunehra har kal hota hai
Milti hai kaamyaabi usko jinke
Sar par pita ka hath hota hai..🥀
खुशियों से भरा हर पल होता है,
ज़िन्दगी में सुनहरा हर कल होता है,
मिलती है कामयाबी उन को जिनके,
सर पर पिता का हाथ होता है..!!🥀
