Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
True lines || hindi thoughts
Kabhi chah ke bhi agar kisi ki baaton pe yakeen na ho to…
Uski ankhon mein dekh lena
kyuki zubaan jhuth bol sakti hai par ankhein nahi 🙌
Title: True lines || hindi thoughts
Jiska dil khoobsurat hota hai || hindi shayari || true lines
Bhut milenge haseen chehre duniya ke bazar mein
Vo mukaddar se milta hai jiska dil khoobsurat hota hai..❤️
बहुत मिलेंगे हसीन चेहरे दुनिया के इस बाजार में….
वो मुकद्दर से मिलता है जिसका दिल खूबसूरत होता है..❤️
