
Nazuk jeha dil c Tod ke rakh ditta e..!!

Tumhe picha shudana hai mujse
Jao aazad karta hoon
Tumhare khayalon mein aakar
Na ab tumhe barbaad karta hoon
Tumhe har cheez lauta di maine
Jo tumne di thi mujko
Par tumne dhokha jo diya muje
Use tumko lautane se darta hoon!!
तुम्हें पीछा छुड़ाना है मुझसे
जाओ आजाद करता हूँ।
तुम्हारे खयालों में आकर
न अब तुम्हें बर्बाद करता हूँ।
तुम्हें हर चीज लौटा दी मैंने
जो तुमने दी थी मुझको।
पर तुमने धोखा जो दिया था मुझे
उसे तुमको लौटाने से डरता हूँ।
Choom ke tere rukhsar ko
Ye hawayein jab chalti hain,
Doob jata hai fir vo shehar nashe mein
Ye jis shehar se bhi guzrti hai..
चूम के तेरे रुख़सार को
ये हवाएँ जब चलतीं हैं,
डूब जाता है फिर वो शहर नशे में
ये जिस शहर से भी गुजरती हैं।