Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Kabhi haqeeqat || Dard
Kabhi haqeeqat ka aisa saaeya padhta hai
jo parshaai ki tarah hamaare saath rehta hai
कभी हकिकत का ऐसा साया पड़ता है।
जो परछाई की तरह हमारे साथ रहता है।
Title: Kabhi haqeeqat || Dard
Socha na tha || hindi sad shayari
Chodd kar chali jaogi ye socha na tha,
Mere Pyar ko iss kadar thukraogi socha na tha,
Aur pyar kiya to beshumaar tha tumse,
Magar tum iss kadar tadpaogi socha na tha.

