Skip to content

dil toot jata hai || whatsapp video status || shayari in female voice

Very sad whatsapp video status || pyar na kariyo

tadpte or rote hai yaar k liye
kuch nhi bachta yaha yaar valo ka..!!
sach btaau to ansu aa gye aaj fir
dekh kr haal in pyar valo ka..!!

Title: dil toot jata hai || whatsapp video status || shayari in female voice

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Tu na hoti || sad hindi shayari || broken shayari

Tujhe milkar yun lga ki tujhe na milte to ascha hota
Aur bichadkar yun laga ke kuch din aur sath reh lete to ascha hota
Aur is lagne mein sari umar gwa chuke hain hum
Ab lagta hai ke tuhi na hoti to ascha hota 💔

तुझे मिलकर यू लगा की तुझे ना मिलते तो अच्छा होता
और तुझसे बिछड़कर यू लगा की कुछ दिन और साथ रह लेते तो अच्छा होता
और इस लगने में सारी उमर गवा चुके है हम
अब लगता है कि तू ही न होती तो अच्छा होता💔

Title: Tu na hoti || sad hindi shayari || broken shayari


Dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi

…dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi

Maine Dekha use aur Wo haa Kar gayi

Sab Najaare mere najron ke qabil na rahe

Nasheeli najron SE najane Wo kya Kar Gayi…..

Title: Dil ki BAAT Wo najron SE baya Kar Gayi