Skip to content

Dil yeh churaya kyu || hindi dard shayari

Har ghadi har lamha
Ho geya hu main tanha
Pal do pal kyu pass nahi hai tu
Saath nahi hai tu agar dard dena
Hi tha toh dil yeh churaya hi kyu

Title: Dil yeh churaya kyu || hindi dard shayari

Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status


Aankhein Bewafaa Hoti hain..|| hindi shayari || true lines

दिल का हाल चेहरे पर बयान कर दे, आंखें ऐसी होती हैं..
जिसे देखने को तरसती हैं, उसी को देख के रोती हैं..
प्यार हो अगर किसी से, तो थकने पर भी ना सोती हैं..
अपनी होकर भी किसी ओर के लिए रोदे, ये आंखें कितनी बेवफा होती हैं.❤️

Title: Aankhein Bewafaa Hoti hain..|| hindi shayari || true lines


MAA || zindagi ke eham hisse

chalo likhti hu apne zindagi ke sabse ehem hisse ke bare me

shabd hi kam pargaye jab socha maa ke bare me

har mushkil me saath dete ek bas use dekha hai

khuda to na dekha maine par uski shaktiyon ko apni maa me dekha hai

bachpan ki beeti baaton ko main bhool kabhi na paati hu

pyar to bahut karti hoon aapse bs izhar nahi kar pati hoon

Title: MAA || zindagi ke eham hisse