Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
meri bewafai se hi || TU bewafaaaa so sad hindi 2 lines
jaate jaate usane palatakar itana hee kaha mujhase,
meri bewafai se hi mar jaoge ya maar ke jaoon..
जाते जाते उसने पलटकर इतना ही कहा मुझसे,
मेरी बेवफाई से ही मर जाओगे या मार के जाऊँ..
Title: meri bewafai se hi || TU bewafaaaa so sad hindi 2 lines
Mitti ki khoobsurti || Hindi shayari
Girte patton se shakhon ke berang nazare hain
Lehron ki khanak sunne ko betaab kinare hain
Murjha gayi hain kaliyan bhi do boond pani ki aas mein
Mitti ki khoobsurti ab bejaan foolon ne saware hain…💯
गिरते पत्तों से शाखों के बेरंग नज़ारे हैं,
लहरों की खनक सुनने को बेताब किनारे हैं,
मुरझा गई हैं कलियाँ भी दो बूँद पानी की आस में,
मिट्टी की खूबसूरती अब बेजान फूलों ने सवारे हैं…💯
