Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Tumhe dekhna acha lgta hai || hindi shayari || love shayari
Tumhari ankho mei dekhna acha lagta hai🙈
Tumhari baaton ko sunna acha lagta hai😍
Tumhe na dekhne par dil ka bechain hona acha lagta hai♥
Kya karu iss nadan dil ka🤔
Haar cheez mei tumko dhoondna acha lagta hai😘
तुम्हारी आँखों में देखना अच्छा लगता है🙈
तुम्हारी बातों को सुनना अच्छा लगता है😍
तुम्हे न देखने पर दिल का बेचैन होना अच्छा लगता है♥
क्या करूँ इस नादान दिल का🤔
हर चीज़ में तुमको ढूंढना अच्छा लगता है😘
Title: Tumhe dekhna acha lgta hai || hindi shayari || love shayari
Meri adhuri mohabbat
Batein toh tab hua karti thi batein toh abb bhi hoti hai magar fark sirf itna hai pehle ki gayi baaton mein raatein na hoti thi magar abb ki gayi baaton mein aksar raatein hojati hai 🥺



