Sad Punjabi Shyari for whatsapp in boy voice
dine supneyaa ch khonda aa
te ratan nu jagaunda
na surt hawawan di
kite luk tainu gaunda aa
dil masoom jeha din raat raunda aa
sirf te sirf tainu hi chahunda aa
https://youtu.be/3wxFNoE7XZU
Best Punjabi - Hindi Love Poems, Sad Poems, Shayari and English Status
Har panna jalaun da khyaal hai… || sad shayari punjabi
Besoorat ho gai haa ajh dil di kitaab farol ke
teri yaad da
har panna jalaun da khyaal hai
ਬੇਸੁਰਤ ਹੋ ਗਈ ਹਾਂ ਅੱਜ ਦਿਲ ਦੀ ਕਿਤਾਬ ਫਰੋਲ ਕੇ,
ਤੇਰੀ ਯਾਦ ਦਾ
ਹਰ ਪੰਨਾ ਜਲਾਉਣ ਦਾ ਖਿਆਲ ਹੈ……😞
Title: Har panna jalaun da khyaal hai… || sad shayari punjabi
Best 10 Sad Hindi SHayari || January 2020
We have collected best 10 Top sad hindi shayaris for January month. These are 2 lines sad, dard bhari shayaris.
Express your feelings and emotions through these sad Shayaris. You can read, view and share among friends:

TOP SAD QUOTES – JANUARY
Naseeb mera Q mujse khafa ho jata h, Apna jisko B mano bewafa ho jata h, Q na ho shikayat meri nazro ko raat se, Sapna pura hota nhi or sawera ho jata h..
Mujhe Udas dekh kar usne kaha Mere hote huye tumhe koi Dukh nahi de sakta, phir kuch aisa hi hua Baad mein jitne bhi Dukh mile sab Ussi ke hue
kaha koi aisa mila jis par dil luta dete …. har ek ne dhoka diya kis-kis ko bhula dete,, hum apna gum dil me dabaye phirte hai,,, karte hai baya to mehfil ko rula dete hai…
Toot Jate hain Bikhar Jate hain Kaanch Ke Ghar Hain Muqaddar Apne Ajnabi To Sada Pyar Se Milte Hain Bhool Jate Hain To Aksar Apne…
Udas na baitho fiza tang karegi, Gujre hue lamho ki sazaa tang karegi, Kisi ko na lao dil ke itna karib, Q ki uske jane ke baad uski har adaa tang karegi….
Ek dard chhupa rakha hai, barso se dil me.. Dil karta hai aaj kah du bhari mehfil me.. Kyun aisa lagta hai ki, mere raste mujhse juda hain. Aa vi kyun meri manzil mujhse khafa hai..
Har ek manzar pr udasi chhayi hai, Chand ki roshni me v kami aayi hai, Akale achhe the hm apne aashiane me, Jane Q toot kr aaj fir apki yaad aayi hai.
aadat ke baad dard bhī dene lagā mazā hañs hañs ke aah aah kiye jā rahā huuñ maiñ
Kalam se dil ki awaaz likhta hu, Gum aur judai ke andaz-e-bayan likhta hu, Rukte nahin aankhon se aansu, Jab bhi uski yaad me alfaz likta hu..
Dil jab tootta hai to Aawaaj nahin Aati! Har kisi ko Muhabbat raas nahin Aati! Ye to apane-apane naseeb ki baat Hai! Koi bhoolata Nahin aur kisi ko Yaad bhi nahin Aati!
Hope you like these sad Hindi shayari quotes.



